Hindi wale bhai log idhar ko bhi something big problem hai...MoBo/CPU?

Status
Not open for further replies.

Bakeji_Daruwala_Rpr(CG)

Right off the assembly line
Hi, Guys !
Can u Understand my Hinglish writing. Try it Plz.
well, mere pas ek sys. aya 865 me P4-2.66 775 socket ke sath.
jisme display problem tha. socket ko dekhne se uski 2 pin damage
mili. mobo ko faulty jan kar cpu ko jab maine ek other running 865
me chek kiya tab usme bhi display nahi aaya aur nahi PC boot huaa.
Its all ok now here. CPU May be faulty.
But asli problem to ab start hua. jab maine running PC me uske own
cpu install karke On kiya tab process F8 menu (sefe mode menu) me stop
ho gya. wha par maine last known good configration option par Enter kiya
tab Booting process OS ke Welcome screen par mostly 10 sec ke bad shut-
down
ho gaya. then maine 2-4 bar aur try kiya ki safe mode me desktop
tak jaa sku. but ho nahi paya, system bar-bar shut down ho raha hai. (PC-1)
this one is starting one, and second one-me risk lekar maine Faulty
CPU ko apni MOBO me test kiya but result -yha bhi same 1st sys ki tarh hai.
is sys ke HDD jo ki IDE se connect tha ko format kar diya.(kisi dusre PC ke
support se) ab XP ka setup chala raha hoon tab bhi setup window tak jakar
vaise hi 15-20 sec bad shut down ho jata hai. (PC-2)

here is my problem- 1. what happen with our PC's(1-2) ? Why it's not booting.
2. Is it fault has came into our boards ? In my understanding it is'nt posible
because hardware maintainance sector me substitution method ka hi mostly
hum sab log ise karte hai.
but suggestions from u people is mostly welcome.
if their is any fault in the our mobo then what Should be I Does ?
U people also USE my Email, and well understanding my situation.

Bake-ji
 

dhanusaud

Ambassador of Buzz
hdd mein problem hai....i mean bad sector aa gaye hai. hdd badal kar os setup maaro sab thik ho jagega.:)

regarding cpu badalna...don't test urself if you don't know compability issues.;)
 

it_waaznt_me

Coming back to life ..
Bakeji .. Lagta hai aapka CPU overheat ho raha hai .. Kya heat sink aur fan ache se lage hain ...?

Aur agar aap yeh sab English main likhte to kaafi log jo Hindi nahi samajh sakte hain aapki help kar sakte they.
 

acewin

Point Blanc
very good language.

bhai check up all things first, as dhanu says, ye bad sectors ka prob ho sakta hai.

aapni HDD ko perfectly running system mein as secondary lagao aur disc diagonostic run karo, Follow this link ya fir cmd mein chkdsk -f karke reboot karo. Try the second step 2-3 times agar woh sahi se nahin chalta hai.

Sahi se chalne ka matlab jab system reboot hota hai to XP disc diagnostic run karti hai shuruat mein.

jab aapne ye kaam kar liya ho to results batao, to fir second steps par chalenge, because power supply sahi se kaam kar rahi hai (aapno bahut door tak le ja rahi hai boot karne ke waqt in PC1 and PC2)

aur agar bad sectors ke karan HDD unusable ho gayi hai to aap isse as primary use nahin kar sakte for XP.
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Top Bottom